Wednesday 27 April 2016

Youtube Downloader Ki Madad Se Youtube Video kaise Download kare

hello friends ager aap ek new blogger to apko ye post padhni cahiye kyuki jab hame blogging me kuch problem hoti hai tab ham apni problem ko solve karne ke liye Google me search karte yaa to Youtube ka saahara lete hai ager aap 2g user hai to Youtube me apko video dekhne me bahut problem face karna padta hoga apki issi problem ko solve karte huye main apko batane jaa raha hu Youtube Downloader ke baare jisse aap aasani se kisi bbi formate me youtube video ko apne mobile me download kar payege.

also read- On page seo kaise kare puri jankari
also read- Traffic kaise badhye in hindi

Youtube Downloader kaha se Download Kare

waise to bahut saare youtube downloader internet me hai per ager apko best video downloader cahiye to apko tubemate ka use kare it is the best way to download youtube videos in your android mobile.

tubemate download karne ke fayde-

1- user friendly app hai
2- sabhi formate me video download karne ka option hai.
3- ye normal downloader se fast hai
4- video resume shapport hai
5-app size kam hai
6- ram kam use karta hai, yani ager apka low ram ka mobile hai tab bhi ye app apke mobile ko hang nahi karega.

Tubemate Youtube Downloader Se Youtube Video Kaise Download Kare

sabse pahle apko Tubemate Youtube Downloader ko download karke open karna hai, image me dekhiye ye kuch iss tarah dikhega.
Download Youtube Downloader Tubemate

ab apko search ka option dikh raha hoga. usme click karke video search karna hai iske jis video ko download karna hai usme click karke download ke icon me me click karde iske baad apke saamne video ke alag-alag format aayege jis formate me apko video download karna hai usme click karke download kar le shreen shot me dekhe.
Tubemate Youtube Downloader Image

to iss tarah aap Youtube Downloader se Youtube videos ko kisi bhi formate size me download kar sakte hai, to friends apko meri ye post kaisi lagi jarur bataye.

Friday 22 April 2016

ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye (2016) tricks

Hello friends ager aap ek perfect blogger baanna cahte hai to ON Page Seo Se Post Ko Perfect Optimize kaise karte iske baare me janna jaruri hota hai.aaj hamara topic ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye....

Seo Kya Hai (what is seo)

seo ek trick hai jiska use post ko search engines ke liye better Optimize  karna hota hai iske jariye ham google se jyada organic traffic paa sakte hai, basically 2 type ke seo hote hai.

(1)- ON Page Seo
(2)- OFF Page Seo
yaha per main apko on page seo ke baare me batauga.....
ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website Ko Top Me Lane Ke Liye

also read-Blog ka traffic kaise badhte hai (8 Important topic)

ON Page Seo Se Post Ko Perfect Optimize Kaise Kare For Better Result 

#1- Title

title copy naa kare, title thoda lamba rakhe, seo friendly keyworld use kare, main keyworld ko title me start me rakhe aur title me aap numbers ka use kare....
title ex.- ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye (2016) tricks

#2- Permalink

iska use URL ko short karne ke liye aur seo friendly banane ke liye kare.
permalink ex- yoursite.com//2016/04/on-page-seo-ka-use-kaise-kare-website-ko.html
                      yoursite.com//2016/04/on-page-seo-ka-use-kaise-kare.html
iss tarah ap extra world ko remove karde...

also read- Robots.txt add kare blogger me

#3- Search Description

isme apne post ka chota sa 160 keyworld me Description daale. ye jaruri hota kyuki post title ke saath decripation bhi google show hota hai descripation aisa dale ki logo ko padhne se pata chal jaye ki post me kya hai.

#4- Heading

H1 heading aur H2 or H3 heading ka use kare. 

also read- Search engine me sitemap submit kare

#5- use main keyworld 4-6times

ager aap apne main keyworld ka use 4-6 baar apne post me karte hai to apka post google me achi rank paa sakta hai kyuki apne ek keyworld ko terget kiya hai.

ex- meri iss post ka main keyworld ON Page Seo hai, aap dekh sakte hai maine iska use kitni baar kiya hai, lekin dhayn rahe ager apne aur jyada keyworld post me dalne ki kosis ki to google apki post ko spam maan lega.

#6- meta-tags 

Meta-tags kisi bhi blog ke liye bahut important hota hai isi se apke blog ki saari jankari google ko milti hai  meta-tags ki puri jankari ke liye yaha click kare

#7- Use Internal Links

internal link bahut important hota aap apne new post me purane publish kiye related post ke link ko add karne se apke blog ke vistors length aur page views badhti hai.

#8- Post Ko Lamba Likhe

aap jiski post kar rahe hai usko detailes me likhe koisis kare post me apke vistors ko saari jankari mil jaye, isse vistor apke blog me aate rahege aur apka traffic bhi badhega....

#9- keyworld placement

1- Title
2- Permalink
3- Post me 4-5 times
4- Heading
5- Alt text me
6- Search Decription
aap in sabhi jagah apne terget kiye  keyworlds ko daale. aur apne post ko perfectly optimize kare..

aaj ke liye bas itna hi meri ye ON Page Seo ki post apko kaisi lagi apne comment se jarur bataye..... ager post pasand ayi ho to plz share kare..


Wednesday 13 April 2016

Blogging Me Blog Ke Kuch Important Seo Tricks Ka Use Jarur Kare

friends apne blog bana liya aur google me submit bhi kar diya hoga fir bhi apka blog google search me nahi aaraha iska ek mukhya karan blog ka basic ka complate naa hona bhi ho sakta hai aap kuch trick use karke apne blog ko seo friendly bana sakte chaliye topic me ata hu Blogging Me Blog Ke Kuch Important Seo Tricks Ka Use Jarur Kare................

Blogging Me Blog Ko Seo Friendly Banane Ke Kuch Importent Tricks-

(1)- meta-Description and meta-tags
       
Meta-Tags <b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META CONTENT=' indianhelpplz::online internet ki saari jankari seo tips and seo tricks in Hindi  ' NAME='Description'/>
</b:if>
<META CONTENT='Blogging, Seo, Mobile-tricks, Affiliate-marketing' NAME='Keywords'/>
<META CONTENT='yaha apna naam dalna hai' NAME='Author'/>
<META CONTENT='yaha apni laguage dalni hai' NAME='language'/>
<META CONTENT='INDIA' NAME='Country'/>
  <META CONTENT='All' NAME='Robots'/>
ise copy karke template me <head> ke niche add karna hai. iski puri post padne ke liye click kare.
Meta-Description
go to Blogger-Settiengs-Search Preferences ab apko yaha per Meta Description ko edit karke jo bhi apne meta tags ke description me daala hai wahi daale.

(2)- robots.txt 
User-agent: Mediapartners-Google
Disallow: 
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: https://yourblog.blogspot.in/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
(3)- Basic Description 
 go to Blogger-Settiengs-Basic yaha pe title ke niche apne blog ko 160 sabdo me description dena hai.
ex- internet ki jankari hindi me best trick and tips..... 
(4)- Labels 
 labels ko folder samjha ja sakta hai blog me iska use blog ko seo friendly banane me sahayak hota hai.
 (5)- Sitemap 
    sitemap importent hota hai blogging me iski puri post padhne ke liye click kare
friends meri ye post- Blogging Me Blog Ke Kuch Important Seo Tricks Ka Use Jarur Kare apko kaisi lagi jarur bataye ager koi post se jude sawal ho to comment kare aur post pasand aya to plz share kare.....

Sunday 10 April 2016

Blogger Blog Me HTML-JavaScript Kaha Aur Kaise Jode

friends pichli post me hamne blog ke traffic badhane ke baare me jana tha aur aaj ham Blogger Blog Me HTML-JavaScript Kaha Aur Kaise Jode is baare jaanege. to chaliye mudde me aata hu....

 HTML-JavaScript Code Ko Blogger Blog Me Kaha Aur Kaise Jode-

Html-javaScript ek prakar ki compuer language hoti hai. jisa use computer ko apni baat samjhane ke liye kiya jata hai.
Html-JavaScript ke code ko add karne ke liye go to Blogger-Layout ab Add A Gadget  option per click kare fir ek new window khulega waha apko kai saare gadgets dikh rahe hoge aap apne jarurt ke mutabik apne gadget ka use kar sakte hai. yaha per maine Blog Me HTML-JavaScript Kaise Jode iss bare me bata raha hu. isliye aap javascript ke gadget per click karege. image me dekhiye
indianhelpplz.blogspot.in
is per click karte hi new window khulegi waha per apko apna Html-JavaScript code ko daalna hai. fir us code ka title dalna hoga iske baad save per click karna hai..

friends meri ye choti si post apko pasand ayi to share jarur kare.

Thursday 7 April 2016

Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye (8 Important Topic)

friends apne free hindi blog baana liya hoga ab apka Q hoga ki traffic kaise badhye kyuki apka blog hindi me hai iska matlb apka 80% se jyada traffic apko india se milega ab caliye jante hai ki Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye.....
indianhelpplz.blogspot.in

Blog Ka Traffic Visitor Badhane Ki Kuch Tips.

1.- Post Title- 
(1)- title ko long rakhe kyuki short title search me kam aata hai,
(2)- title ko kisi dusre blogger ki nakal se naa likhe apna Unique Title likhe.
(3)- post ke target kiye keyworld ko post me 3-5 time use kare.
(4)- ex- blog ka traffic badhye  (not good)
    ex-   Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye (good)     
dusre ex me jyada keyworld hai yah jyada search me ayega........
2.- Permalink- 
 iske use karke aap apne blogger blog ke link ko sahi aur chota kar manage kar sakte hai.
ex.- /2016/04/hindi-blog-aur-website-ke-traffic.html (not good)
 ex- /2016/04/hindi-blog-ka-traffic-badhye.html (good)
3.- Social Network
  aap jab bhi koi new post kare use facebook twitter aur pinterest me share kare isse apki post sabhi jagah faail jayegi... aur apka traffic bhi badhega.
4.- Labels- 
  jis prakaar aap apne computer per apni files ko alag-alag aur tarike se rakhne ke liye folders ka use karte hai usi tarah internet me apni post ko sahi tarike se rakhne ke liye unme Labels ka use kare.
5.- Meta-Tags- 
 ye blog ke liye bahut importent hota hai isse google ko hamari site ki information milti hai iske baare me aur janne ke liye yaha click kare
6.- Robots.txt- 
robots.txt ke liye yaha click kare
7.- Search Description-
 iske madhyam se ham apni post ka chota sa intro bana lete hai ki post kis baare me hai. ye bahut jaruri hota hai kyuki jab aap apni post share karte hai to yahi intro apki post ke niche likha hota.
8.- Blog Comment-
 jab bhi apke blog me koi comment aaye to uska replay kare aur kisi haig traffic blog me apna blacklink chorne ki kosis kare. isse naa sirf apke blog ki traffic badhegi balki apki ranking bhi achi hogii......
friends ager apko meri ye post achi lagi ho to isko SHARE karna naa bhule....

Wednesday 6 April 2016

Meta Tags Kya Hai Aur Blogger Blog Me Kaise Add Kare SEO Ke Liye

hello friends last time hamne robots.txt ke baare me jaana tha aaj ham Meta Tags Kya Hai Aur Ise Kaise Add Kare Blogger Blog Me SEO Ke Liye .

Meta Tags Kya Hai-

indianhelpplz.blogspot.in

meta tags aapki site ka intro google se karwata hai. jisse google haamari site ko janne me aasaani hoti hai
Decription- isme apki site ka intro daalna hota hai, apko 160 sabdo me apni site ko perfectly batana hota hai google ko.
ex- indianhelpplz::online internet ki saari jankari seo tips and seo tricks in Hindi

Keyworld- isme apko apne keyworld labals daale. beech me (,) ka use kare.
ex- Blogging, Seo, Earn-money, Mobile-Tricks

Author- isme apne Author kaa naam dalna hai, ager aap khud post karte ho to khud ka naam hi daale.

Language- apne blog me use hone wali language daale.
ex- english,hindi

country- jis country me aap rahte hai waha ka naam daale.

Robots- "All" me hi rahne de.....


apna Meta Tags code copy kare.

<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META CONTENT=' indianhelpplz::online internet ki saari jankari seo tips and seo tricks in Hindi  ' NAME='Description'/>
</b:if>
<META CONTENT='Blogging, Seo, Mobile-tricks, Affiliate-marketing' NAME='Keywords'/>
<META CONTENT='yaha apna naam dalna hai' NAME='Author'/>
<META CONTENT='yaha apni laguage dalni hai' NAME='language'/>
<META CONTENT='INDIA' NAME='Country'/>
  <META CONTENT='All' NAME='Robots'/>

Blogger Blog Me Meta Tags Ko Kaise Add Kare

meta tags ko aap template ko edit karke <head> ke niche paste karna hota hai.
go to blogger aur apni site ke Template - Edit HTML me click kare aur Ctrl+F daba kar <head>
find kare aur uske niche paste kar de....
friends ab aap jan chuke hai ki Meta Tags Kya Hai Aur Blogger Blog Me Kaise Add Kare SEO Ke Liye Ager post pasand aya to SHARE karna naa bhule......


Tuesday 5 April 2016

Blogger Me Robots.txt Kyu Aur Kaise Add Karte Hai In Hindi

hello friends blogger ke liye new blog bana kar google search me apni jagah banana muskil hota hai kyuki bahut se new blogger ko nahi pata hota ki kya-kya kare apne blog me. chaliye aaj ham Blogging ke most importent part Robots.txt Kyu Aur Kaise Blogger Me Add Karte Hai iske baare me jaanegee...
indianhelpplz.blogspot.in

also read- Free blog kaise banate hai

Kyu Add Karte Hai Robots.txt Ko Blogger Me

Robots.txt file hoti jo google ko batati hai ki kya-kya hame apne vistor ko dikhana hai aur kya unhe nahi dikhana hai. yadi abhi tak aapne robot.txt nahi add kiya to add karle kyu ki kyuki google apke robots.txt ko hi dekh kar hi pata karta hai ki kya search me laana hai aur kya nahi laana robots.txt naa add hone per google apki site me sab kuch index karne lagta jaisse apki blog ki ranking kam ho jaati hai.

Robots.txt Kaise Add Karte Hai Blog Me

setp1-
ye apki robots.txt file ise copy karle.

User-agent: Mediapartners-Google
Disallow: 
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: https://yourblog.blogspot.in/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

step2-
go to your blog 

Settings  >  Search preferences  >  Custom robots.txt

Ab robots.txt ko Edit kare aur uper diye robots.txt file me sitemap me yourblog ki jagah apna site add karke submit karde...
ab apka robots.txt add ho chuka hai. apko mere dywara di jankari kaisi lagi apne comment se hame jarur bataye aur dont forgot to share this post........