Sunday 10 April 2016

Blogger Blog Me HTML-JavaScript Kaha Aur Kaise Jode

friends pichli post me hamne blog ke traffic badhane ke baare me jana tha aur aaj ham Blogger Blog Me HTML-JavaScript Kaha Aur Kaise Jode is baare jaanege. to chaliye mudde me aata hu....

 HTML-JavaScript Code Ko Blogger Blog Me Kaha Aur Kaise Jode-

Html-javaScript ek prakar ki compuer language hoti hai. jisa use computer ko apni baat samjhane ke liye kiya jata hai.
Html-JavaScript ke code ko add karne ke liye go to Blogger-Layout ab Add A Gadget  option per click kare fir ek new window khulega waha apko kai saare gadgets dikh rahe hoge aap apne jarurt ke mutabik apne gadget ka use kar sakte hai. yaha per maine Blog Me HTML-JavaScript Kaise Jode iss bare me bata raha hu. isliye aap javascript ke gadget per click karege. image me dekhiye
indianhelpplz.blogspot.in
is per click karte hi new window khulegi waha per apko apna Html-JavaScript code ko daalna hai. fir us code ka title dalna hoga iske baad save per click karna hai..

friends meri ye choti si post apko pasand ayi to share jarur kare.

0 comments:

Post a Comment